Call Details Kaise Nikale – Airtel – Vodafone – Idea

Call Details Kaise Nikale – Hello dosto kaise ho aap sabhi LazyPk me aapka swagat hai , Dosto kya aap jante hai agar aap apne mobile phone se call details delete kardo fir bhi Call Details Nikal sakte hai , Aaj main apko call details kaise nikalte hai isi ke bare me jankari dene vala hu .

Call Details Kaise Nikale iske bare me apko bahut se post mil jayege par vo koi kaam nhi karte hai , isiliye maine socha ki call details kaise niklate hai iski sahi se Information me apne blog par du .

Dosto kya aap jante hai Delete Call History ko kaise dekha jata hai , i sure nahi jante honge , par aaj me apko sari Trick bataunga ki kaise hum delete call history ko dekh sakte hai .

picsart_08-30-12-28-40_4406-1049515-9130149

Aaj main aapko Airtel , Vodafone , Idea , Bsnl Jaise sabhi Sim Companiyon ke Call History kaise nikalte hai inhi ke bare me btaunga .

Read Also – IRCTC का फुल फॉर्म क्या होता है ?

ITI का फुल फॉर्म क्या होता है ?

Call Details Kaise Nikalte Hai Hum deleted call history ko 3 tareeko se dekh sakte hai , By Ussd , App and Online aap ko jo acha lage vese aap ek bar karke dekhe .

Main aapko Call Details Kaise Nikale jate hai inki 3 ki teeno trick ko step by step is post me btaunga , Call Details Kaise Nikalte hai janne ke liye Post pura padhe.

Airtel Call Details Kaise Nikale

Yadi aapko Airtel ki sim hai or aapko lagta hai ki aapke mobile se kisi me call ki hai or number delete kar diya hai to aap use dekh sakte hai.

Airtel apne customer ko last 3 call dekhne ki permission deta hai , jise aap kabhi bhi dekh sakte hai , agar aapke mobile se koi call delete kar deta hai to.

Airtel ki last 3 call history dekhne ke liye apne mobile phone se apko ek number dial karna hai , jo hai *121# is ussd ko dial karne ke baad aap last call ke bare me pata chal jayega.

Vodafone Call Details Kaise Nikale

Vodafone ki call details nikalne ke liye aapko *111# dial karna hai , *111# dial karne ke bad aap ki screen par last activity ke liye diye gye number ko type karke reply kar dena hai .

Reply karte hi thodi der me aapke samne last 3 call history open ho jayegi is tarah se aap Vodafone ki last 3 call details nikal sakte hai.

Idea Call Details Kaise Nikale

Guys Idea Call Details Nikalne ke Liye Aap Numbers dial karne ke Sath – sath online bhi nikal sakte hai , Aap Play Store se My Idea App ko download karke uspe last call details dekh sakte hai.

Aap chahe to online browser par apna account otp ke through bhi khol ke Last Call history nikal sakte ho.

Conclusion

Guys ye thi aaj ki post jisme aap ne jana ki kaise ham call detail nikal sakte hai , isme mene practical khud se kar ke nahi dikhaya hai, kyunki mere paas ye sari sim available nahi hai.

Aap ek baar try kijiye agar aapko Call Details Nikalne me koi problem hoti hai to hame comments kar jarur bataye.

4 thoughts on “Call Details Kaise Nikale – Airtel – Vodafone – Idea”

Leave a Comment